1. Nafrat Bhi Ham Hesiyat Dekh Kar Karte Hain,,,, Pyar To Bhut Dur Ki Baat Hain!!!! -------------------------------------------------------------- 2. Muje Udas dekh usne kha Mere hote hue tmhe koi Dukh nhi de skta,, phir kuch aisa hi hua Baad mein jitne bhi Dukh mile sab Ussi se mile!! -------------------------------------------------------------- 3. Kaha koi aisa mila jis par dil luta dete ,,,, har ek ne dhoka diya kis-kis ko bhula dete,,, hum apna gum dil me dabaye phirte hai,,,, karte hai baya to mehfil ko rula dete hai!!!! -------------------------------------------------------------- 4. Toot Jate hain Bikhar Jate hain,,,, Kaanch Ke Ghar Hain Muqaddar Apne,,,, Ajnabi To Sada Pyar Se Milte Hain,,,, Bhool Jate Hain To Aksar Apne!!!! -------------------------------------------------------------- 5. Udas na baitho fiza tang karegi,,,, Gujre hue lamho ki sazaa tang karegi,,,, Kisi ko na lao dil ke itna karib,,,, Q ki uske jane ke baad uski har adaa tang karegi!!!! -------------------------------------------------------------- 6. Hume Apni Mohbbat Par Itna To Yakeen Hai,,,, Aeh"Dosto Woh Hume Thukra To Sakti Hai,,,, Magar Bhula Nahi Sakti!!!! -------------------------------------------------------------- 7. Gehri thi Raat Lekin Hm Khoye Nhi,,,, Drd Baut Ta Dil Me, Pr Hm Roye Nhi,,,, Koi Nhi Hmara Jo Puche Hmse,,,, Jag Rhe Ho Kisi K Liye Ya Kisi K Lye Soe nahi!!!! -------------------------------------------------------------- NOTE-IF YOU FOUND ANY CONTENT THAT IS YOUR COPYRIGHT THAN PLEASE TELL I WILL REMOVE THAT!!!
"Sad Shayari"
Subscribe to:
Posts (Atom)
No comments:
Post a Comment